*Sabab Yaad Rahe Ke Kisi Ko Gaali Dena Apne Maa Baap Ko Gaali Dene Ke Barabar Hai* *Astagferullah* *Abu hurairah Razi Allahu anhu se rivayat hai ki RasoollAllah Sallallahu alaihiwa sallam ne farmaya ki Do shaksh jab gaali galoch kare to dono ka gunaah usi par hoga jo Ibtida (shuruaat) karega jab tak mazloom ziyadati nakare*
